Aik sahab appnay dost ko
Aik sahab appnay dost ko naye nasal kay behgarney ki sihkayat kar rahy they "Main nay aapney bety ko university main is liye dahkil karaya tha kay aala talem hasil kar le ga magar woh ko wahan nahsah kar kay kuhbsurat lahrkiyon kay saht gomta rahta hay"....dost nay dilasa diya aur kaha "Aaj kaal kay nojawan university main asi he harqatyn karty hay"....baap kay moon say sahrd AA nihkly aur bola " is say to acha tha main bety ko dukan main bihta dayta aur kuhd university main dahkla lay leyta.
0 comments:
Post a Comment